They are influential and could motivate the children in being responsible citizens of the country. This song was first promoted by Doordarshan in 1988 that describes the sense of national integration and unity in diversity. Dekho phir se batati hoon Suraj ek… Chanda ek….. Taare anek…. Minor Corrections(Thanks @azucarinho) Check out Nanha Munna Rahi Hoon song lyrics in English and listen to Nanha Munna Rahi Hoon song sung by Shanti Mathur on Gaana.com It teaches kids about the sacrifice made for the nation.
Nanha Munna Rahi Hoon Lyrics from Son Of India (Nanha munna rahi hu, desh ka sipahi hu Bolo mere sang, jai hind, jai hind Jai hind, jai hind, jai hind) - (2) Raste pe chalunga na dar dar ke Chahe mujhe jina pade mar mar ke Manzil se pahle na lunga kahi dam Aage hi aage badhaunga kadam Dahine baye dahine baye, tham Nanha munna rahi hu, desh ka sipahi hu Bolo mere sang, jai hind, jai hind Jai hind, jai hind, … Nanha munha rahi hu Mera rang de basanti chola mera rang de basanti chola O mera rang de basanti chola mera rang de basanti chola Oh aaj rang de oh maye rang de mera rangde basanti chola Mera rangde basanti chola Tera rangde basanti chola Mera rangde basanti chola Maye rang de basanti chola, Azadi ko chali bihani deewano ke toliyaa Azadi ko chali bihani deewano ke toliyaa Khoon se apne likh denge hum inqulaab ke boliyaan Hum wapas lautenge lekar azadi ka tola Mera rang de O mera rangde basanti chola Mera rangde basanti chola Mera rangde basanti chola Maye rang de basanti chola, Ye woh chola hai ke jis pe rang chade na duja Ye woh chola hai ke jis pe rang chade na duja Hum ne to bachpan se ke thi es chole ke pooja Kaltak jo chingari thi woh aaj bani hai shola Mera rang de O mera rangde basanti chola Mera rangde basanti chola Mera rangde basanti chola Mera rangde basanti chola Oh aaj rang de oh maye rang de Mera rangde basanti chola Mera rangde basanti chola, Mera rang de basanti chola mera rang de basanti chola Mera rang de basanti chola mera rang de basanti chola, Mera rangde basanti chola Mera rangde basanti chola Mera rangde basanti chola Mera rangde basanti chola Mera rangde basanti chola Mera rangde basanti chola, Sapne mein dekha tha jis ko aaj wohi din aaya hai Sapne mein dehka tha jis ko aaj wohi din aaya hai Suli ke uspaar khadi hai maa me humme bulaya hai Aaj maut ke pallede mein jeevan ko humne tola Mera rang de Mera rang de basanti chola mera rang de basanti chola Mera rang de basanti chola mera rang de basanti chola Oh aaj rang de oh maye rang de Mera rangde basanti chola Mera rangde basanti chola Mera rangde basanti chola Maye rang de basanti chola.
(Hindi) Mile sur mera tumhaara, to sur bane hamaara Sur ki nadiyaan har disha se bahate saagar mein milen Baadalon ka roop le kar barase halke halke Mile sur mera tumhaara, to sur bane hamaara Mile sur mera tumhaara, (Kashmiri) Chaain taraj tahin myan taraj Ek wat baniye saayen taraj, (Punjabi) Tera sur mile mere sur de naal Milke bane ek navar surtaal, (Hindi) Mile sur mera tumhaara, to sur bane hamaara, (Sindhi) Muhinjo sur tuhinje saan pyaara mile jadenh Geet asaanjo madhur taraano bane tadenh, (Urdu) Sur ka dariya bahke saagar mein mile, (Punjabi) Badlaan da roop leike Barsane haule haule, (Tamil) Isaindhal nam iruvarin suramum namadhakum Dhisai veru aanalum aazhi ser aarugal mugilai mazaiyai pozivadu pol isai… Nam isai, (Kannada) Nanna dhwanige ninna dhwaniya Seridante namma dhwaniya, (Telugu) Naa swaramu nee swaramu sangammamai Mana swaramga avatarinchey, (Malayalam) Ninde swaragum ningalude swaragum Otthucheiyum namudeya swaramai, (Bengali) Tomaar shoor moder shoor Shrishti koroor koi koshoor, (Odia) Toma mora swarer milan Srishti kare chalbochatano, (Gujarati) Male sur jo taaro maaro Bane aapno sur niraalo, (Marathi) Maajha tumcha julta taara Madhur surancha barasti dhaara, (Hindi) Sur ki nadiyaan har disha se bahate saagar mein milen Baadalon ka roop le kar barase halke halke Mile sur mera tumhaara Mile sur mera tumhaara, to sur bane hamaara To sur bane hamaara. I won't stop until I've reached the destination, The place where I would sweat in the heat. Nanha munna rahi hoon, desh ka sipahi hoon Bolo mere sang, Jai Hind, Jai Hind, Jai Hind Jai Hind, Jai Hind, Nanha munna rahi hoon, desh ka sipahi hoon Bolo mere sang, Jai Hind, Jai Hind, Jai Hind Jai Hind, Jai Hind Raste pe chalunga na dar-dar ke Chahe mujhe jeena pade mar-mar ke Manzil se pehle na lunga kahin dam Aage hi aage badhaunga kadam Dahine baen dahine baen, tham! Sun ke rahat ki aawaajein Sun ke rahat ki aawaajein Yun lage kahin shehnaayi baje Yun lage kahin shehnaayi baje Aate hi mast baharon ke Dulhan ki tarah har khet saje Dulhan ki tarah har khet saje, Jab chalte hain is dharti pe hal Mamta angdaiyaan leti hai Mamta angdaiyaan leti hai Kyon na pooje is maati ko Jo jeevan ka sukh deti hai Jo jeevan ka sukh deti hai Ho ho…. Republic Day Speech For Kids: Tips, Topics And Sample Speech, Interesting Indian National Flag Facts For Kids, Interesting Indian Independence Day Facts For Kids, Independence Day Activities Your Kids Will Enjoy, How To Draw Lotus: Easy Step-By-Step Guide, Pregnancy After Miscarriage: Important Safety Measures To Take, Breast Changes During Pregnancy: 14 Simple Ways To Ease Discomfort. Sandese aate hain, hame tadpate hain Toh chitthee aati hai, toh puchhe jati hai Ke ghar kab aaoge, ke ghar kab aaoge Likho kab aaoge, kee tum bin yeh ghar suna suna hai, Kisi dilwali ne, kisi matwali ne Hame khat likkha hai, kee hamse puchha hai Kisi kee sanso ne, kisi kee dhadkan ne Kisi kee chudi ne, kisi ke kangan ne Kisi ke kajre ne, kisi ke gajre ne Mahekti subaho ne, machalti shamo, ne Akeli rato ne, adhuri bato ne Tarasti baho ne, aur puchha hai tarsi nighaho ne Ke ghar kab aaoge, ke ghar kab aaoge Likho kab aaoge, kee tum bin yeh dil suna suna hai, Mohabbatwalo ne, hamare yaro ne Hame yeh likkha hai, ke hamse puchha hai Hamare gao ne, aam kee chaanvo ne Purane pipal ne, baraste badal ne Khet khaliayano ne, hare maidano ne Basanti belo ne, jhumti belo ne Lachakte jhulo ne, behekte phulo ne Chatakti kaliyo ne, aur puchha hain gao kee galiyo ne Ke ghar kab aaoge, ke ghar kab aaoge Likho kab aaoge, kee tum bin gaon suna suna hai, Kabhee ek mamta kee, pyar kee ganga kee Woh chitthee aati hai, sath woh lati hai Mere din bachpan ke, khel woh aangan ke Woh saya aanchal kaa, woh tika kajal kaa Woh lori rato me woh narmi hatho me Woh chahat aankho me woh chinta bato me Bigadna upar se mohabbat andar se Kare woh devi ma, yahi har khat me puchhe meree ma Ke ghar kab aaoge, ke ghar kab aaoge Likho kab aaoge, kee tum bin aangan suna suna hai, Oh oh ho……… Ai gujrane wali hawa bata, mera itna kam karegi kya Mere ganv jaa mere dosto mo salam de Meree ganv me hai jo woh gali, jahan rehti hai meree dilruba Use mere pyar kaa jam de Wahi thodee dur hai ghar mera, mera ghar me hai meree budhi ma Mere ma ke pairo ko chhuke, use usake bete kaa nam de Ai gujrane wali hawa jara, mere dosto, meree dilruba Meree maa ko mera paiyam de, unhe jake tu yeh paigam de, Mai wapas aaunga, mai wapas aaunga Phir apne gao me, usiki chao me Kee ma ke aanchal se, ganv ke pipal se Kisike kajal se, kiya jo wada tha woh nibhaunga Mai ek din aaoonga. It was sung by the great singer, Lata Mangeshkar. This song is dedicated to Indian soldiers who laid their lives in the Sino-Indian war in 1962. Dhoop mein paseena mai bahaunga jahaan Hare bhare khet lehraenge wahaan Dhoop mein paseena mai bahaunga jahaan Hare bhare khet lehraenge wahaan Dharti pe fanke na paenge janam Aage he aage badhaunga kadam Dehne bain dehne bain tham! Haan sunao…. Nanha munna rahi hoon……, Bada ho ke desh ka sahara banoongaa Duniya ki aankhon ka taara banoongaa Rakhunga uncha tiranga paracham Aage hi aage badhaunga kadam Dahine baen dahine baen, tham!
Gaana offers you free, unlimited access to over 45 million Hindi Songs, Bollywood Music, English MP3 songs, Regional Music & Mirchi Play. Dana chugne baith gayee thi ….. (chorus Smiley didi humen bhi sunao……. Automatically playing similar songs. Ma pa nee pa nee pa Nee pa nee pa nee sa re re re re re re re re re Sa re sa nee sa sa sa sa sa sa Sa nee pa nee nee pa ma ma re sa re sa nee re, Pihu pihu bole papiha, koyal kuhu kuhu gaaye Hanste rote jivan ke sab git banaaye Yeh saaree duniya apane apane giton ko gaaye Git woh gaao jisase iss (mittee kee khushabu aaye -2) I love India, I love my India I love my India, i love my India Vatan meraa India, sajan meraa India aa, Yeh duniya ek dulhan, dulhan ke mathe kee bindiya Yeh meraa India, i love my India Vatan meraa India, sajan meraa India Karam meraa India, dharam meraa India. There is a new world, I have a new path to go. Anek…. Are bela gulab juhi champa chameli.. Phool hain anek kintu mala phir ek hain….. Ting ting ting tindig tiding… Ting ting ting tindig tiding… Tuu tuu toooo Tuu tuu toooo Ting ting ting tindig tiding… Ting ting ting tindig tiding… Tuu tuu toooo Tuu tuu toooo. 1. https://en.wikipedia.org/wiki/Jai_Hind. Gaana is the one-stop solution for all your music needs. The world won't have hypocrites*. Aao bachcho tumhe dikhaye jhanki hindustan ki Is mitti se tilak karo ye dharati hai balidan ki Vande Mataram Vande Mataram Vande Mataram Vande Mataram Aao bachcho tumhe dikhaye jhanki hindustan ki Is mitti se tilak karo ye dharati hai balidan ki Vande Mataram Vande Mataram Vande Mataram Vande Mataram, Uttar me rakhavalee karata parvataraj virat hai Dakshin me charano ko dhota sagar kaa samrat hai Jamuna jee ke tat ko dekho ganga kaa yeh ghat hai Bat-bat pe hat-hat me yaha nirala thath hai Dekho ye tasvire apane gaurav kee abhiman kee Is mitti se tilak karo ye dharati hai balidan ki Vande Mataram Vande Mataram Vande Mataram Vande Mataram, Ye hai apna rajaputana naj ise talavaro pe Isane sara jivan kata barachhee tir kataro pe Yeh Pratap kaa vatan pala hai aajadee ke naaro pe Kud padee thee yaha hajaro Padminiya angaaro pe Bol rahee hai kan kan se kurbanee Rajasthan kee Is mitti se tilak karo ye dharati hai balidan ki Vande Mataram Vande Mataram Vande Mataram Vande Mataram, Dekho mulk Maratho kaa yeh yaha Shivaji dola tha Mughalo kee takat ko jisne talavaro pe tola tha Har pavat pe aag lagi thi har patthar ek shola tha Bolee Har Har Mahadev ki bachchaibachcha bola tha Yaha Shivaji ne rakhi thi laj hamaree shan kee Is mitti se tilak karo ye dharati hai balidan ki Vande Mataram Vande Mataram Vande Mataram Vande Mataram, Jaliyan Wala Bagh yeh dekho yaha chali thi goliya Yeh mat puchho kisane khelee yaha khun ki holiya Ek taraf banduke dan dan ek taraf thee toliya Maranevale bol rahe the inakalab kee boliya Yaha laga di bahano ne bhi bajee apani jan kee Is mitti se tilak karo ye dharati hai balidan ki Vande Mataram Vande Mataram Vande Mataram Vande Mataram, Ye dekho Bangal yaha ka har chappa hariyala hai Yaha ka bachcha-bachcha apane desh pe maranevala hai Dhala hai isko bijali ne bhuchalo ne pala hai Mutthi me tufan bandha hai aur pran me jvala hai Janmabhumi hai yahi hamare vir Subhash mahan kee Is mitti se tilak karo ye dharati hai balidan ki Vande Mataram Vande Mataram Vande Mataram Vande Mataram. Ek gilhari, …. Achchha ye jugat …. These patriotic songs for kids are sure to instill love and respect for the country. Achcha to taron ko anek bhi kehte hain Huh?? Rev 1 2. Nanha munna rahi hun India would be at par with all others, Forward and Onward I will go. Is It Safe To Eat Pineapple During Pregnancy? ..... Nanha Munna Rahi Hoon (नन्हा मुन्ना राही हूँ, देश का सिपाही हूँ), Vinicius de Moraes - Medley Nº 3: O Velho e a Flor / Veja Você / Mais um Adeus, Sergey Lazarev - Я не могу молчать (Ya ne mogu molchatʹ).
It begins in Hindi and then continues in various Indian languages. All rights reserved.